Ishq Hai Dholna
By Hamid Razzaq
Tune mujh ko juda kardiya
Apni bahon se khafa kardiya
Tu mera mazhab
Tu mera khuda
Ab na hona tu mujh se judaaaaaaa.
Afsordagi ka mausam hai
tujh se bichadne ka gham hai
Tere ishq mein awara hon
Tere dil ka mein mara hon
Na jaon ga tere dar se dholnaaaaaa..
Bolnaaa Bolnaaa ishq hai dohlnaa bolnaa bolnaa dhoollnaaa
Teri yaad mein na soya
Teri yaad mein din bhar roya
To hai meri jana
Mein tera parwana
Bolnaa bolnaa ishq hai dholna bolna bolna dohlnaa
Tu tha to jaan thi meri
To nhi to mein zinda nhi
Loot aa bol de ishq hai dohlna to mera samandar mein tera kinara
bolna bolnaaa dohlnaaaaaaaaaaaa
Lyrics By:-
Hamid Razzaq
No comments:
Post a Comment